मैं कभी बतलाता नहीं... पर semester से डरता हूँ मैं माँ ...|
यूं तो मैं दिखलाता नहीं ... grades की परवाह करता हूँ मैं माँ ..|
तुझे सब है पता ....है न माँ ||
किताबों में ...यूं न छोडो मुझे..
chapters के नाम भी न बतला पाऊँ माँ |
वह भी तो ...इतने सारे हैं....
याद भी अब तो आ न पाएं माँ ...|
क्या इतना गधा हूँ मैं माँ ..
क्या इतना गधा हूँ मैं माँ ..||
जब भी कभी ..invigilator मुझे ..
जो गौर से ..आँखों से घूरता है माँ ...
मेरी नज़र ..ढूंढे qstn paper...सोचूं यही ..
कोई सवाल तो बन जायेगा.....||
उनसे में ...यह कहता नहीं ..बगल वाले से टापता हूँ मैं माँ |
चेहरे पे ...आने देता नहीं...दिल ही दिल में घबराता हूँ माँ ||
तुझे सब है पता .. है न माँ ..|
तुझे सब है पता ..है न माँ ..||
मैं कभी बतलाता नहीं... par semester से डरता हूँ मैं माँ ...|
यूं तो मैं दिखलाता नहीं ... grades की परवाह करता हूँ मैं माँ ..|
Tuesday, August 31, 2010
खुदा से क्या मांगू
खुदा से क्या मांगू तेरे वास्ते
सदा खुशियों से भरे हों तेरे रास्ते
हंसी तेरे चेहरे पे रहे इस तरह
खुशबू फूल का साथ निभाती है जिस तरह
सुख इतना मिले की तू दुःख को तरसे
पैसा शोहरत इज्ज़त रात दिन बरसे
आसमा हों या ज़मीन हर तरफ तेरा नाम हों
महकती हुई सुबह और लहलहाती शाम हो
तेरी कोशिश को कामयाबी की आदत हो जाये
सारा जग थम जाये तू जब भी गए
कभी कोई परेशानी तुझे न सताए
रात के अँधेरे में भी तू सदा चमचमाए
दुआ ये मेरी कुबूल हो जाये
खुशियाँ तेरे दर से न जाये
इक छोटी सी अर्जी है मान लेना
हम भी तेरे दोस्त हैं ये जान लेना
खुशियों में चाहे हम याद आए न आए
पर जब भी ज़रूरत पड़े हमारा नाम लेना
इस जहाँ में होंगे तो ज़रूर आएंगे
दोस्ती मरते दम तक निभाएंगे
सदा खुशियों से भरे हों तेरे रास्ते
हंसी तेरे चेहरे पे रहे इस तरह
खुशबू फूल का साथ निभाती है जिस तरह
सुख इतना मिले की तू दुःख को तरसे
पैसा शोहरत इज्ज़त रात दिन बरसे
आसमा हों या ज़मीन हर तरफ तेरा नाम हों
महकती हुई सुबह और लहलहाती शाम हो
तेरी कोशिश को कामयाबी की आदत हो जाये
सारा जग थम जाये तू जब भी गए
कभी कोई परेशानी तुझे न सताए
रात के अँधेरे में भी तू सदा चमचमाए
दुआ ये मेरी कुबूल हो जाये
खुशियाँ तेरे दर से न जाये
इक छोटी सी अर्जी है मान लेना
हम भी तेरे दोस्त हैं ये जान लेना
खुशियों में चाहे हम याद आए न आए
पर जब भी ज़रूरत पड़े हमारा नाम लेना
इस जहाँ में होंगे तो ज़रूर आएंगे
दोस्ती मरते दम तक निभाएंगे
ज़माने के रंग
हमने भी ज़माने के कई रंग देखे है
कभी धूप, कभी छाव, कभी बारिशों के संग देखे है
जैसे जैसे मौसम बदला लोगों के बदलते रंग देखे है
ये उन दिनों की बात है जब हम मायूस हो जाया करते थे
और अपनी मायूसियत का गीत लोगों को सुनाया करते थे
और कभी कभार तो ज़ज्बात मैं आकर आँसू भी बहाया करते थे
और लोग अक्सर हमारे आसुओं को देखकर हमारी हँसी उड़ाया करते थे
"अचानक ज़िन्दगी ने एक नया मोड़ लिया
और हमने अपनी परेशानियों को बताना ही छोड़ दिया"
अब तो दूसरों की जिंदगी मैं भी उम्मीद का बीज बो देते है
और खुद को कभी अगर रोना भी पड़े तो हस्ते हस्ते रो देते है

मुस्कुराते रहो..
दर्द कैसा भी हो आंख नम न करो
रात काली सही कोई गम न करो
एक सितारा बनो जगमगाते रहो
ज़िन्दगी में सदा मुस्कुराते रहो
बांटनी है अगर बाँट लो हर ख़ुशी
गम न ज़ाहिर करो तुम किसी पर कभी
दिल कि गहराई में गम छुपाते रहो
ज़िन्दगी में सदा मुस्कुराते रहो
अश्क अनमोल है खो न देना कहीं
इनकी हर बूँद है मोतियों से हसीं
इनको हर आंख से तुम चुराते रहो
ज़िन्दगी में सदा मुस्कुराते रहो
फासले कम करो दिल मिलाते रहो
ज़िन्दगी में सदा मुस्कुराते रहो..
रात काली सही कोई गम न करो
एक सितारा बनो जगमगाते रहो
ज़िन्दगी में सदा मुस्कुराते रहो
बांटनी है अगर बाँट लो हर ख़ुशी
गम न ज़ाहिर करो तुम किसी पर कभी
दिल कि गहराई में गम छुपाते रहो
ज़िन्दगी में सदा मुस्कुराते रहो
अश्क अनमोल है खो न देना कहीं
इनकी हर बूँद है मोतियों से हसीं
इनको हर आंख से तुम चुराते रहो
ज़िन्दगी में सदा मुस्कुराते रहो
फासले कम करो दिल मिलाते रहो
ज़िन्दगी में सदा मुस्कुराते रहो..
muhabat ho jaye
Hum chahte hi nahi ki muhabat ho jaye,
karogi muhabat to chere pe udasi chayegi,
jo chayegi udasi tujhe,
nind na aayegi to chere pe asar aayega,
chere pe asar aayega to tum najare churaogi ,
phir na jane kab tak mujhse milne na aaogi,
tum milne na aao mujhase aaisi nobat hi kyon aaye,
hum chate hi nahi muhabat ho jaye
Karogi muhabat to kuch yun muhabat hogi,
kabhi sak hoga mujh pe kabhi sikayat hogi
jinse vasta nahi adavat hogi,
sahar se nafrat duniya se bagawat hogi,
mera naam lekar log tujhe bulayge,
en harkato se ek din ukta jaogi,
mujhe pathar ki tarha thukra jaogi,
tum thukrao mujhe aaisi nobat hi kyon aay hum ,
Krogi muhabat to roz mulakat hogi,
waqt jaya hoga fizul baat hogi,
saam ko taane denge kuch log,
ghar phuncte-2 raat hogi,
puchenge gharwale to kya btaogi,
jhooth bologi ya khamosh ho jaogi,
soch kar din ki baato ko muskuraogi raat bhar,
nind na aayegi tumhe jagogi raat bhar,
chid chidi ho jaogi jab dost chidayge,
hum chate hi nahi muhabat ho jaye
hum sah jayege tum na sah paogi,
kaise zamane ke sitam uthaogi,
samajayege gharwale to mujh se khafa ho jaogi,
main tanha rah jauga tum bewafa ho jaogi,
tum ho jao bewafa aaisi nobat hi kyon aaye,
hum chate hi nahi muhabat ho ja

hamsafar mera
Bikhar rahi hai meri Zindgi us se kehna
Kabhi miley to yahi baat us se kehna
Who sath tha to zamana tha hamsafar mera
Magar AB koi nahin merey sath us se kehna
Usey kehna k bin us k din nahin kat'ta
Sisik sisik k kati hai raat usey kehna
Usey pukaaron k khud hi pohanch jaoon us k pas
Nahin rahey who hallat usey kehna
Agar who phir b na lotey to aey meherban dost
Hamari zindgi k halaat usey kehna
Her jeet us k naam ker raha hoon main
Main manta hoon apni haar usey kehna

Jaane Kya Baat Hai..
Jaane Kya Baat Hai, Jaane Kya Baat Hai
Neend Nahin Aati Badi Lambi Raat Hai
Saari Saari Raat Mujhe Isne Jagaya
Jaise Koi Sapna Jaise Koi Saaya
Koi Nahin Lagta Hai Koi Mere Saath Hai
Neend Nahin Aati Badi Lambi Raat Hai...
Dhakdhak Kabhi Se Jiya Dol Raha Hai
Ghungat Abhise Mera Khol Raha Hai
Door Abhi To Piya Ki Mulaqat Hai
Neend Nahin Aati Badi Lambi Raat Hai...
Jaane Kya Baat Hai..
Neend Nahin Aati Badi Lambi Raat Hai
Saari Saari Raat Mujhe Isne Jagaya
Jaise Koi Sapna Jaise Koi Saaya
Koi Nahin Lagta Hai Koi Mere Saath Hai
Neend Nahin Aati Badi Lambi Raat Hai...
Dhakdhak Kabhi Se Jiya Dol Raha Hai
Ghungat Abhise Mera Khol Raha Hai
Door Abhi To Piya Ki Mulaqat Hai
Neend Nahin Aati Badi Lambi Raat Hai...
Jaane Kya Baat Hai..
muhammad muhmmad
dil mein ishq-e-nabi ki ho aisi lagan
ruuh tadapti rahi dil machalta rahe
zindgi ka maza hai ke har saans se
ya muhammad muhmmad nikalta rahe
noor ke motiyon ki ladi ban gayi
ayaton se milata raha ayatayein
phir jo dekha toh naat-e-nabi ban gayi
jo bhi aansoo bahe mere mehboob ke
sab ke sab abr-e-rehmat ke chheente[छींटे] bane
chha gayi raat, jab zulf lehra gayi
jab tabasum kiya, chandni ban gayi
yeh toh maan ke jannat hai bagh-e-haseen
khubsurat hai sab khuld ki sar zameen
husn-e-zannat ko phir jab sameta gaya
sarwar-e-ambiya ki gali ban gayi
jab chirah tazkira unnke rukhsaar ka
waduha pad liya wal qamar keh diya
suatoon ki tilawat bhi hoti rahi
naat bhi ho gayi baat bhi ban gayi
sab se bekas tha bebas tha mazbuur tha
unnko reham aa gaya mere halaat par
meri azmat meri bebasi ban gayi
ya muhammad muhammad main kehta raha

""Ashiq""
प्रेमियों की शक्ल बिल्कुल भूत जैसी होनी चाहिए।
अक्ल असली नाप में छह सूत होनी चाहिए।
इश्क करने के लिए कलेजा ही काफी नहीं,
प्रेमियों की चांद भी मजबूत होनी चाहिए।
अक्ल असली नाप में छह सूत होनी चाहिए।
इश्क करने के लिए कलेजा ही काफी नहीं,
प्रेमियों की चांद भी मजबूत होनी चाहिए।
Girlfriend
आती हो गली मे हीर की तरह
लगती हो मीठी खीर की तरह
आंखों मे चुभी हो तीर की तरह
पर अब समझ चुका हूं कि तुम मुझे,
भीख मंगवाओगी फकीर की तरह।
लगती हो मीठी खीर की तरह
आंखों मे चुभी हो तीर की तरह
पर अब समझ चुका हूं कि तुम मुझे,
भीख मंगवाओगी फकीर की तरह।
अपुन की दोस्ती,
अपुन की दोस्ती,
अपुन आग तो तू घी,
अपुन मिल्क तो तू टी,
अपुन आसमान तो तू तारा,
अपुन जानवर तो चारा,
अपुन एक्जाम तो तू चिट,
अपुन मुन्ना तो तु सर्किट।
अपुन आग तो तू घी,
अपुन मिल्क तो तू टी,
अपुन आसमान तो तू तारा,
अपुन जानवर तो चारा,
अपुन एक्जाम तो तू चिट,
अपुन मुन्ना तो तु सर्किट।
Zindagi se hara hua
Wo dekho ek sales ka Banda ja raha hai ...
Zindagi se hara hua hai ....
Par "customers" se haar nahi maanta,
Apne presentation ki ek line isey rati
hui hai....
par aaj kaun se rang ke moje pehne hain,
ye nahi jaanta,
Din par din ek excel file banata ja raha hai..
Wo dekho ek sales ka Banda ja raha hai ...
Das hazaar customers mein se ache
Customer dhoond lete hain lekin ,
Majboor dost ki ankhhon ki nami
dikhayi nahi deti,
PC pe hazzar windows khuli hain,
Par dil ki khidki pe koi dastak sunayi nahi deti...
Saturday-Sunday nahata nahi ,
Weekdays ko naha raha hai...
Wo dekho ek sales ka Banda ja raha hai ...
Reporting karte karte pata hi nahi chala,
"Boss" kab maa baap se bhi bade ho gaye,
Kitabon me gulab rakhne wala,
Cigrette me kho gaya,
Weekends pe daroo pee ke jo jashn mana raha hai ,
Wo dekho ek sales ka Banda ja raha hai ...................................

Thursday, August 26, 2010
some hindi sort poems
Dosti (( Her ) Friendship )
Teri dosti ne gum diye itne,
teri ruswayi ne na diye hon kabhi jitne,
Is dar par se jo kafila hamara nikle to,
Bus utne hi rona, dil bekaboo hon jinke.
AaNkH kHuLi To PhiR ...
Aankh khuli to phir khwaab chale gaye
jii behlane ke saare bahaane chale gaye
yaad rehta nahi kuch bhi yaad kiye bina
yaadoN me khokar jeene ke sahare chale gaye
gham bhi gaya, khushiyaN bhi gaye
ek ek karke sab yaar chale gaye
har tasawwur me dekha tere chehre ko
har shaks ko khuda banakar chale gaye
chupaya na jaye logoN se meri dil ki raghbat
teri furqat ke sholay ragoN me chupakar chale gaye
sirf dil hi tha tera sabse bada khazaana 'jags'
phir kyun usey ek ajnabee pe lutakar chale gaye.
Pawitr Rishta (Pure Relationship)
Jab hum is duniya mein aate hai,
Toh kitne rishtey saath laatey hai.
Duniya mein aane ne baad hum,
Kitne naye rishtey baanthe hai.
Magar in rishto mein se sirf,
woh pyaar ka pawitr rishta hai,
Jo hum marte dum tak nibhaate hain.
Dupatta
Dupatta laal chunari kaa,
Lipat kar tujh se rehataa hai,
Meri pyaasi nigaaho.n par,
hameshaa hansataa rehataa hai.
Kabhi udataa hawaao.n main,
Simatataa teri baahon main
Kabhi kaandhe pe bekaaboo,
Sirakataa firataa rehataa hai.
Tere kaanon main kehataa kuchh,
Ya seene se lagaa rehataa,
Teri dhakan ko gin gin kar,
Yeh uthataa girataa rehataa hai.
Kabhi teri kamar isski,
Girafton main bandhi rehati,
Kabhi yeh peeth par kaafir,
Khisakataa khinchataa rehataa hai.
Kabhi paunchhe paseene ko,
Kabhi dhakataa hai soorat ko,
Kabho gaalon ko choota hai,
Kabhi munh lag ke rehataa hai
Kabhi kaaleen ban jaataa,
Kabhi godi mai.n sota hai,
Tere haathon ko sehlaataa,
Satataa mujhko rehataa hai
Isse sar na chadhao tum,
Dupatta hai meraa dushman,
Hamaare darmiyaan har dam,
Kyon yeh besharm rehataa hai.
Badshah!
dhan se na paya koi roop se na paya
anmol ratan hei woh koi mol na lagaya
yun lutata gaya koi dil mei chhupata gaya
amir mehel ka kabhi fakir se haath milaya
dil mei dard kabhi ankhon mei nasha
hoton mei pyaar lekin baton se kare ghussa
ye hei dil ka ranjha koi sharabi ka nasha
mohabbat hei naam iska.................
yaaron ko jo banaye BADSHAH!!!!

Kaho na ..
Kuchh pal saath chale to jaanaa,
Rastaa hai jaanaa pehchanaa .
Saanso ko sur de jaataa hai,
Tera yo.n sapano mai.n aanaa.
Maine jatan kiye to lakho.n
Mann ne meet tumhi ko maanaa
Ab to haath thhaam lene do
Aur kaho na , na na , na na !
.... Raj 17.7.99
Kuchh kaho na !
Sau janam ka saath apna,
Sans ka dhadkan se jaise,
Aas ka jeevan se jaise,
Kaise kate saal solah,
Shyam ki jogan ke jaise.
Jhoot ke parde na dhoondo,
Sach kaho na .
Kuchh kaho na ..
Ek dooje ke liye ham,
Haath main kangan ke jaise,
Pyaas main sawan ke jaise,
Roop ko darpan ke jaise,
Bhakt ko bhag_van ke jaise.
Jheel si simtee na baitho,
Kuchh baho na .
Kuchh kaho na ..
Jaanata hoon thak gayee ho,
Umr ke lambe safar se,
Saanp se dasate shahar se,
Aas se aur aansuon se,
Bheed ke gahare bhawanar se.
Waqt firata hai suno,
Itna daro na .
Kuchh kaho na ..
Kis tarah ladatee rahi ho,
Pyaas se parchhaiyon se,
Neend se , angadaiyon se,
Maut se aur zindagi se,
Teej se ,tanahaiyon se.
Sab tapasya tod dalo,
Ab saho na
Kuchh kaho na !!
Kuchh kaho na !
Syaah sannaton main hamane,
Umr katee hai tanhaa,
Tang aur andhi surangen,
Is gufaa se us gufaa.
Saans thi sahami hui si,
Dhadakanon ko ek darr,
Itnaa tanhaa aur lambaa,
Zindgi ka uff safar.
Door meelon door jalati ,
Lau koi lagatee ho tum ,
Tum ho,tum ho,Tum hi tum ho ,
Ho naa tum, tum, ho naa tum.
Pal se pal tak jee rahe hain,
Tum hi pal pal aas ho na,
Ek pal to aur thaharo ,
Ek pal dikhati raho na .
Kuchh kaho na !!
Rastaa hai jaanaa pehchanaa .
Saanso ko sur de jaataa hai,
Tera yo.n sapano mai.n aanaa.
Maine jatan kiye to lakho.n
Mann ne meet tumhi ko maanaa
Ab to haath thhaam lene do
Aur kaho na , na na , na na !
.... Raj 17.7.99
Kuchh kaho na !
Sau janam ka saath apna,
Sans ka dhadkan se jaise,
Aas ka jeevan se jaise,
Kaise kate saal solah,
Shyam ki jogan ke jaise.
Jhoot ke parde na dhoondo,
Sach kaho na .
Kuchh kaho na ..
Ek dooje ke liye ham,
Haath main kangan ke jaise,
Pyaas main sawan ke jaise,
Roop ko darpan ke jaise,
Bhakt ko bhag_van ke jaise.
Jheel si simtee na baitho,
Kuchh baho na .
Kuchh kaho na ..
Jaanata hoon thak gayee ho,
Umr ke lambe safar se,
Saanp se dasate shahar se,
Aas se aur aansuon se,
Bheed ke gahare bhawanar se.
Waqt firata hai suno,
Itna daro na .
Kuchh kaho na ..
Kis tarah ladatee rahi ho,
Pyaas se parchhaiyon se,
Neend se , angadaiyon se,
Maut se aur zindagi se,
Teej se ,tanahaiyon se.
Sab tapasya tod dalo,
Ab saho na
Kuchh kaho na !!
Kuchh kaho na !
Syaah sannaton main hamane,
Umr katee hai tanhaa,
Tang aur andhi surangen,
Is gufaa se us gufaa.
Saans thi sahami hui si,
Dhadakanon ko ek darr,
Itnaa tanhaa aur lambaa,
Zindgi ka uff safar.
Door meelon door jalati ,
Lau koi lagatee ho tum ,
Tum ho,tum ho,Tum hi tum ho ,
Ho naa tum, tum, ho naa tum.
Pal se pal tak jee rahe hain,
Tum hi pal pal aas ho na,
Ek pal to aur thaharo ,
Ek pal dikhati raho na .
Kuchh kaho na !!
हिचकियों से एक बात………..
हिचकियों से एक बात का पता चलता है, कि कोई हमे याद तो करता है, बात न करे तो क्या हुआ,
कोई आज भी हम पर कुछ लम्हे बरबाद तो करता है
ज़िंदगी हमेशा पाने के लिए नही होती, हर बात समझाने के लिए नही होती, याद तो अक्सर आती है आप की,
लकिन हर याद जताने के लिए नही होती महफिल न सही तन्हाई तो मिलती है, मिलन न सही जुदाई तो मिलती है,
कौन कहता है मोहब्बत में कुछ नही मिलता, वफ़ा न सही बेवफाई तो मिलती है
कितनी जल्दी ये मुलाक़ात गुज़र जाती है
प्यास भुजती नही बरसात गुज़र जाती है
अपनी यादों से कह दो कि यहाँ न आया करे
नींद आती नही और रात गुज़र जाती है
उमर की राह मे रस्ते बदल जाते हैं,
वक्त की आंधी में इन्सान बदल जाते हैं,
सोचते हैं तुम्हें इतना याद न करें,
लेकिन आंखें बंद करते ही इरादे बदल जाते हैं कभी कभी दिल उदास होता है
हल्का हल्का सा आँखों को एहसास होता है छलकती है मेरी भी आँखों से नमी
जब तुम्हारे दूर होने का एहसास होता है

Wednesday, August 25, 2010
Aata tera khayaal hai ab bhi kabhi kabhi
Aata tera khayaal hai ab bhi kabhi kabhi
dil ko tera malaal hai ab bhi kabhi kabhi
maange se gar mile toh khuda se mai maang lu
dua me meri sawaal hai ab bhi kabhi kabhi
nasoor ban gaya hai jakham ishq ka mere
jakhm-e-jigar me dard bhi hota hai kabhi kabhi
bizli gire khuda ki ek arsaa guzar gaya
chingaari magar ab bhi chamakti hai kabhi kabhi
har sakhs pairhan se rahe mumkin nahi sadaa
laash-e-bekafan bhi guzarti hai kabhi kabhi
sabr-o-wafa se paate nahi hardam visaal-e-yaar
sabr-o-wafa me chot bhi milti hai kabhi kabhi

Bechen hain dil apke bagair
Bechen hain dil apke bagair ab,
Lakhon chahere me tuzko hi dhundhe meri nigahen
Mile jo tu dekha karu tuzko rat- din
Kal ki mulakat to abhi baki hain
Saton samndar le lo tum badle me lekin
Hata do aapke dil par jo paththar mere liye hain
Chahe bar bar marna pade muze tere liye
Bas ek hi bar pana chahti hu main tumhe
Apke sath se phir muze muskurana aaye
Kya aap sochoge ki main muskurati rahu
Zarurat hain apke pyar ki khusboo ki
Phir se mahek jaye meri jindgi ka bagicha,
Phool bankar na sahi, kanten banke to aao,
Achchha lagega muze kanton se milne vala dard bhi
Jab honge tum pas me mere,

YAAD TERI IS DIL SE JUDA NAHI HAI
YAAD TERI IS DIL SE JUDA NAHI HAI
NAZROO SE DOOR HAI MAGAR DIL SE QREEB HAI
IS ISHQ KE AADAB HAI AJEEB KITNE
WO HI HUM SE DUR HAI JO SAB SE QAREEB HAI
PA JANA HI ISHQ KI MIRAAJ TU NAHI
BICHADNA BHI IS ISHQ KA AKSAR NASEEB HAI
RAKHTA HAI CHEHRE KO TUMHARE HAR DUM CHUPA HUA
AANCHAL YE TUMHAR HUMARA RAQEEB HAI
MALUM NA HU BAAT JO KAHTA HAI USI KO
IS DAOR KA BACHA BACHA BHI KHATEEB HAI
KARTA HAI YAAD KOI BHI TUM KO NAHI NAFEES
AIYSA KAHA HAI KOI JO TUM SE QREEB HAI

koi deewana kahta
Mauhabbat ek ehsasson ki pawan si kahaani hai
Koi deewana kehta hai,koi paagal samajhta hai
magar dharti ki bechaini ko bus pagal samajhta hai
mein tujhse door kaisa hoon, tu mujhse door kaisi hai
ye tera dil samajhta hai, yaa mera dil samajhta hai
kabhi kabira deewana tha, kabhi meera diwani thi
yahaan sab log kehte hain meri aankhon mein aasoon hain
jo tu samjhe to moti hai, naa samjhe to paani hai
samandar peer ka andar hai lekin ro nahin sakta
ye aasoon pyaar ka moti hai isko kho nahin sakta
meri chahaht ko apna tu bana lena magar sun le
jo mera ho nahin paaya wo tera ho nahin sakta
Ki brahmar koi kumudni par machal baitha to hangama
hamaare dil mein koi khwab pal baitha to hungama
abhi tak doob kar sunte the sab kissa mauhabbat ka
mein kisse ko hakikat mein badal baitha to hungaama

Subscribe to:
Posts (Atom)